Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJanbaaz (1986)
HomeJanbaaz (1986)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


la la lala lala la la la lala lala la la lala lala la la la lala lala har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se do dil zinda reh sakte hain chaahat ki bhari nighaahon se chaahat ki bhari nighaahon se har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain jeete ji humko pyaar mila hum dono kismat waale hai hum dono kismat waale hain har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo
la la la lalala la la la lalala la la la lalala la la la lalala har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein khush naseeb hai wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein julfon ke naram andhere hain jismon ke garam ujaale hain julfon ke naram andhere hain jismon ke garam ujaale hain jeete jee hum ko pyaar mila hum dono qismat waale hain hum dono qismat waale hain har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein chaahe chaandi chaman mein barasti rahe milta nahin phool bahaar bina chaahe chaandi chaman mein barasti rahe milta nahin phool bahaar bina hai sab ke bina jeena mumkin namumkin jeena pyaar bina namumkin jeena pyaar bina har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein khush naseeb hai wo
jaan e jaana o jaan e jaana jaan e jaana o jaan e jaana hoo jab jab teri soorat dekhoon jab jab teri soorat dekhoon pyaar sa dil mein jaage hooo teri taraf hi dil mujhe kheenche kya tu mera laage kya tu mera laage kaun sa ye bandhan hai yeh kaisa apnapan hai kisi ka zor chale na ye kaisi dil ki lagan hai jaan e jaana o jaan e jaana hooo jab jab teri soorat dekhoon jab jab teri soorat dekhoon pyaar sa dil mein jaage hooo teri taraf hi dil mujhe kheenche kya tu meri laage kya tu meri laage kaun sa ye bandhan hai yeh kaisa apnapan hai kisi ka zor chale na ye kaisi dil ki lagan hai jaan e jaana o jaan e jaana hooo pyaar nahin koi tan ka sauda pyaar nahin koi tan ka sauda pyaar hai mann ki pooja hooo jab se jeevan mein tu aaya bhaaya nahin koi dujaa bhaaya nahin koi dujaa meri bhi kya kismat hai dil mein teri chaahat hai khila hai gul seharaa mein khuda ko bhi hairat hai jaan e jaana o jaan e jaana phool ban kar tera chehra mere haathon mein khila hai milan hai dil se
hooooooo ho ho pyaar do hooooooo ho ho pyaar lo ek to kam zindagani usse bhi kam hai jawaani ek to kam zindagani usse bhi kam hai jawaani jab tak josh mein jawaani jab tak khoon mein rawaani jab tak josh mein jawaani jab tak khoon mein rawaani mujhe hosh mein aane na do pyaar do pyaar lo pyaar do do pyaar lo hooooooo ho ho pyaar do hooooooo ho ho pyaar lo noor e khuda bhi barse wahaan par pyaase milte hain do dil jahaan par ho noor e khuda bhi barse wahaan par pyaase milte hain do dil jahaan par zindagi se tumhen jo bhi lamha milen zindagi se tumhen jo bhi lamha milen usse pyaar pe hi waar do pyaar do pyaar lo pyaar do do pyaar lo ek to kam zindagani usse bhi kam hai jawaani jab tak josh mein jawaani jab tak khoon mein rawaani mujhe hosh mein aane na do pyaar do pyaar lo pyaar do do pyaar lo hai husn o ishq ke dam se zamaana yahi haqeeqat hai baaki fasaana ho hai husn o ishq ke dam se zamaana yahi haqeeqat hai baaki fasaana dil waale jahaan hai jannat wahaan dil
tera saath hai itna pyaara tera saath hai itna pyaara kam lagta hai jeevan saara tere milan ki lagan mein humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan mein dubaara maine maine tann mann tujh par waara pyaas bhujhi na kar ke nazaara tere milan ki lagan mein humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan mein dubaara ho tera saath hai itna pyaara jitni tujh mein hai addaaa aa aa utni hi wafaa utni hi wafaa jitna jahaan mein pyaar hai aye aye tujh se mujhe mila tujh se mujhe mila badhti jaaye ye betaabi badhti jaaye ye betaabi jitna karoon nazaara humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan mein dubaara hooo tera saath hai itna pyaara pyaar ke ik ik pal hai aye aye sau jeevan qurbaan sau jeevan qurbaan pyaar kabhi marta nahin iee iee marte hai insaan marte hai insaan naam ussi ka jeevan hai jo naam ussi ka jeevan hai jo tere saath guzaara humen aana padega duniyaan mein dubaara humen aana padega duniyaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Har Kisi Ko Nahin Milta Janbaaz (1986) 04:57 17946
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:57   Song Number : 17946   

Har Kisi Ko Nahin Milta Janbaaz (1986) 05:07 19208
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 05:07   Song Number : 19208   

Jab Jab Teri Soorat Dekhoon Janbaaz (1986) 05:28 17947
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Sapana
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Rekha
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:28   Song Number : 17947   

Pyaar Do Pyaar Lo Janbaaz (1986) 05:26 18257
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Sapana
On Screen Actors- 
Rekha, Firoz Khan
Duration : 05:26   Song Number : 18257   

Tera Saath Hai Itna Pyaara Janbaaz (1986) 04:10 17948
 
Poster of Janbaaz (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:10   Song Number : 17948